|
|
|
by: zeeshan haider
| har koi dost ban kay waar karay | | ab koi kis pay aaitabaar karay | | bus na chalta ho ishq ka bhi jahan kia wahan maira ikhtiaar karay mujh ko fursat naheen hai kamon say jis ko milna hai intizaar karay bay qarari to bay qarari hai rahat ab mujh ko bay qaraar karay us ko apni khabar naheen haider jitna chahay too us say piyaar karay
|
|
|
|