|
|
|
by: Mangala Chaturvedi
| Iss tarah se aap kariye mushkilon ka samna, | | Jis tarah se chand karta hai badliyon ka samna, | | Roj aati raat hai karne andhera har taraf, Kar na pati wah bhi lekin deepako ka samna, Ped the majboot woh jad se ukhad kar gir gaye, Aur podhoo ne kiya hai andihyoon ka samna, Iess tarah se aap kariye mushkilon ka samna...... |
|
|
|